Saturday, September 18, 2010

Thinking of someone special...!

Kabhi honth achchhe lagte hain,
Kabhi Dil aankhon ka diwana hota hai
Ajib Ishq hai ye kambakht yaar
yeha har roz,naya fasana hota hai .

kabhi dil tadap kar kehtha hai
Mera man kahin na lagta hai,
Kabhi aankhon me aansun aate hain
Kabhi muskaan honton pe hota hai.

Yeh mujhe kya ho raha hai..!??!??! <3

1 comment:

  1. I love this:
    Ajib Ishq hai ye kambakht yaar
    yeha har roz,naya fasana hota hai.

    :-)

    ReplyDelete